Modi sarkar ne bharat mai kuch yese aaps launch kiye hai Jo aapke liye faydemandh ho sakte hai tho chaliye enmese kuch apps ke bare mai aapko batate hai.
|
sarkari apps in india
|
Aaykar Setu app ko Income Tax department ne develop kiya hai jisse ki user ko ghar bhaite tax se judi jankari pasakte hai. Es aap mai aur bhi kai tarah ki jankariya milti hai jaiseki TDS Calculator aur Income Tax Payment Calculator aur esme live chat ka bhi option milta hai jisse aap apne tax se jude saval puch sakte hai.
|
sarkari apps ke fayede
|
Agar kisiko
GST samaz mai nahi aati hai tho vo es app ka use kar sakta hai. Central Board of Excise and Customs ka ye app aapkeliye GST samajna aasan bana deta hai es app se GST Rates aur dusari kai jankariya pa sakte hai.
|
money transfer app
|
BHIM(Bharat Interface for Money) app se ghar bhaite Payments aur Amount Transfer kar sakte hai ye UPI(Unified Payments Interface) se kaam karta hai. BHIM ko use karna kafi aasan hota hai, sirf Phone Number ya QR code ko scan karke Payment Send ya Receive kar sakte hai.
|
apps launched by govt
|
Ministry of Electronics and Information Technology aur National E-Governance Division(NEGD) ka ye app hai,
Umang app mai sarkari vibhag se judi sari jankariya milti hai. Esme Digital India se judi jankari ke sath hi Digi Locker, Marksheets aur PayGov ki suvidhaye bhi milti hai.
|
govt apps mobile ke liye
|
UIDAI(Unique Identification Authority of India) ye app sirf Android user ke liye hi banaya gaya hai es app se user QR code scan karke Aadhaar Share kar sakta hai aur eKYC ke liye Biometric ko lock ya unlock kar sakta hai.
|
govt mobile apps
|
MyGov app se log sarkar ki scheme aur plan banane mai salah de sakte hai aur apne vichar rakh sakte hai eske alava kisi bhi scheme par salah ya feedback de sakte hai.
|
best govt apps in india
|
MKavach app ka kaam mobile mai spam block karna hai ye user ko spam SMS, Incoming Call aur virus se bachata hai jisse user ka personal data safe rahata hai.
|
mparivahan rc aur dl ki jankari
|
MParivahan app se mobile mai DL (Driving License) aur RC (Registration Certificate) ki Digital Copy store kar sakte hai jisse aapko Hard Copy apne pass rakhne ki jarurat nai hogi es app se kisi bhi vahan ki jankari le sakte hai eske alava Learner License aur Driving License ke liye apply kar sakte hai.
|
indian police at your call
|
Es app ka use karke apne najdiki police station ka pata laga sakte hai, esme navigation ka option bhi milta hai jisse police station tak pahuchna aur bhi aasan ho jata hai. Esme District Control Room aur SP Ka number bhi hota hai.
0 Comments